Monday, 13 June 2011

Zamana

Koi fikr thi na koi bahana
Mutthhi mein tha jaise zamana
Kacchi zuban mein wo geet gana
Naye khilaune sabko dikhana
Maang liya zindagi se zyaada
Chhin gaya wo jisne kiya waada
Kaun laye wo pal jo suhane
Beete the jo wo guzre zamane…!!

0 comments: