Tuesday, 28 January 2014

Faasle Badhtey Hain...


Faasle Badhtey Hain Toh Galat Fehmiyan Bhi Badh Jati Hain,
Fir Wo Bhi Sunai Deta Hai Jo Shayad Kaha Bhi Na Ho...

Thursday, 23 January 2014

SMILE :) PLEASE


Tujh Se Haroon To Jeet Jati Hoon...
Teri Khushiyaan Azeez Hain Itni!

BarishYe Sard Hawayein Or Ye Barish Ka Mausam!!! 
Yaqeen Mano Koi Be Hadd Yaad AA Raha Hai.

Saturday, 18 January 2014

Hamari Duaaon Mein Asar Hai...


Wo Apni Tanhai Ki Khatir Fir Aa Mila Mujhse,

Hum Nadaan Ye Samjhe Hamari Duaaon Mein Asar Hai..!