Saturday 5 November 2011

Koi ghazal suna kar kya karna,
Yun baat badha kar kya karna..?

Tum Mere the Tum Mere ho,
Duniya ko bata kar kya karna..?
 
Tum khafa bhi acche lagtey ho,
Phir Tum ko mana kar kya karna..?

Din yaad se accha guzrey ga,
Phir Tum ko bhula kar kya karna..?

0 comments: